Paneer Momos Recipe In Hindi: Kiye Ap Paneer Momos Recipe Find Kar rahe Hai Hindi Mein Ki Paneer Momos Kise tarhe Banye Jate Hai To Ap Sahi Jagah Per Aye Hai,
Yeha Mein Apko Paneer Momos Recipe in Hindi Mein banne ke Tarike Batwao Ga,
Paneer momos India ki favorite dish hai India mein momos ko bahut Zyada Pasand Kiya jata hai, Wahan Ke Log momos khana bahut Zyada Pasand Karte Hai.
Aur Itni aasani Se Har Jagah Nahin Mil paate Jiski wajah se log Google per Aakar search Karte hain paneer momos recipe in Hindi
is post Mein Main apko complete guide Kiya Hai ki Ap ghar mein paneer momos kis tarike se bana sakte hai aur bahut kam Waqt mein
Paneer momos resipe ( Paneer Momos Recipe In Hindi )
Paneer Momos Bahot Mazedar Dish Hai. jo Bhi is khata Hai wo is ka dewan hi Ho jata Hai or aise banna bhi bahot hi Aasna Hai, Ap aise bahot kame waqt main ghar main banakar tayeer kar sakte Hai,
Momos Jo khaane Mein Bahot lazeez or Banane mein jhatpat taiyar, Momos, Har Chhote, Bade, bacche, buddhe, ki Jan Hai,
Ager Ap Aise Ek Bar Ghar Mein Banye ge to Padosi bhi Bin bulaye Mehman Ban Kar a jaenge. Har Kisi Ko Momos Bahut Pasand Hai. Or ye har jagah milate bhi Nahi Hai,
Or Ap Aise Apne Ghar Mein Banye Or Ghar Walo ko laal pani Ki tekhe mirch, or Lahasun ki Chatane ke sath sarv Kare to Is Ke Maza Or Bhi double Ho jata Hai,
Aise Ap Ghar Mein bhi Bankar Taiyer Kar Sakte Hai, Or Ye jalde Bankar taiyer Hone wale dish Hai, Aise kuch hi minuteo Mein Banye Ja sakta Hai,
Momos Ko Kafi Alag Alag tariko Se banaaya Jata Hai, Jaise Ki – Wej, Non_vej, Or chikan, Paneer, Or Ap is Paneer Wej_Momoj ko badee hi asaanee se ghar mein banaakar
Paneer Momos Recipe बनाने में लगने वाली सामग्री
1) Aata lagane ke liye – Paneer Momos Recipe In Hindi )
- 2 cups Maida,
- 1/2 teaspoon – Namak,
- 1 teaspoon – Tel,
- Paani – Aata Guthne ke liye,
2) Seting banane ke liye – Paneer Momos Recipe In Hindi )
- 1) cup kaddukas kiya hua – Paneer
- 1) bade – Piyaz barik kate hue
- 3) barik kate hue – Hare mirch
- 1) inch barik kate hue adrak
- 5) kali Lahasun Ke ( barik kate hue)
- 2) tebalspoon – shimala mirch ( barik kate hue )
- 1) cup Patta gobhe – ( barik kate hue )
- 4) tebalspoon Hare piyaz ( barik kate hue )
- 1) teaspoon kali march ( Kuta Hua )
- Namak – 1/2 teaspoon
- Tel – 3 teaspoons,
- taiyari Hona Ka Time – 10/15 minat,
- pakane ka Time – 25/30 minat,
- Totil Time – 40/50 minat,
Read More – Chicken Momos Recipe In Hindi
Read More – Veg Momos Recipe In Hindi Step By Step
Step-by-Step guide Paneer Momos Recipe In Hindi में बनाने की विधि
- 1) Paneer Momos banaane ke liye sab se pahale Ek bade bartan mein Maida Or Hasbe Zaika Namak dal kar ache se mix kar le.
- 2) Phir maida mein zarurat ke mutabik ( Ek se do cup ) pani thoda thoda dal kar gunthe kam se kam 5 se 10 minat tak Or Gunthe Na Ke Bad Naram, or Mulayam aata laga len.
- 3) Aata Gunthe Na bad Aate per tel lagakar 20 se 25 minute Tak Kisi kutton ke kapde ke andar lapet kar Rakh den Aata saaf kotton ke kapde ke andar lapetna ke bad 20 minutes Tak Rakh dijiye Or use 20-minute mein
- Ap staffing taiyar Karne Ki taiyari Karen Kisi kadhai Ye Koi patile ko ache se wash karne ke bad use garm karne ke liye Rakh den
- 5) Bartan ko thoda sa Garam hone dena Jaise hi garam hota hai hi 3 teasop oil dalkar oil ko garm kar len Jaise hi Apko Lage ki Oil garam Ho gaya Hai tu Ap Gas ko kam kar do,
Paneer Momos Recipe in Hindi ( take care of cleanliness.)
पनीर मोमोज बनाते वक्त साफ-सफाई का लाजमी से ख्याल रखिएगा, जैसे कि पनीर की स्टाफिंग प्यार करते वक्त बर्तन को अच्छे से वॉश कर लेना
- 6) Gas ko medium rakhne ke bad us Mein adrak lahsun Or Hari Mirch ko dal kar halka se bhone len adrak, lahsun, hari mirch, ke bad piyaz ko dalen Or Lal aur Naram Hone Tak ache se bhone len,
- 7) Jab Apko Lage ki adrak, lahsun, hari mirch, Or piyaz ache se fry ho Chuka Hai. Tu Shimla Mirch, Or band gobhi ko daline, Or ache se mix Karen Or Aise Bhi Naram Hone Tak khilate Rahen. Or Kuch second khilane ke bad Ab paneer Or Swad Anusar Kali Mirchi Or namak Dalen…
- 8) Or in sabziyon ko Ache se pakana Hai, Ache Se pakane se Bad test laazmi se check kar lijiyega Kahin kachcha Pian jaise ki Namak Mirchi vagera kam To Nahi Hai.
- Agar Kuch Bhi Kami Nazar aati Hai to Ap Apne Swad Anusar ad Kar Sakte Hai. Jab test Kar le Or Apko Lage Ki Sab Kuch Sahi Hai to Aag Band Karke bartan ko Ek side mein Rakha de Matlab Apke Momos ki staffing ready Ho Chuki Hai.
- 9) Or Ab jo Ap na Aata Gunthe kar rakha tha 20 minat ke Liye Us ko Dobara se Halka sa Gunthe Len. tak Us Aate Mein Jo Bhi Eyar Wagar Ho Wo Nikal jaye.
- Or Jab Aate se Eyar Nikal Jaye Ge To Aate Bahot Naram Ho Jaye Ga, Ab Ap Is Mein Se Chote Chote laddu Ki Tarah Gol loiyan bana len. Or Un Mein se Ek loiyan ko lekar gol Shap Mein belen. theek Samosa ki tikki Ki Tarah Jaise samose se banae Jaate Hai
- 10) Agar Maida Ki tikki Banne Ke Time Mein Maida chipakte Hai to thoda sa sokha Aata Ya belan Or chakali per thoda se oil laga len. Is se Maida Ki tikki ko belen Mein Aasene Hoge, Or Ab beech mein taiyar ki Hua staffing ka Ek table spoon Dale. Or Bahot piyer se Charon taraf se Chun date hue tikki ka Munh band kar den.
- 11) Or Ab Haath se Halka sa beech Mein dabae tak Us ke Munh ache se band Hojaye Or is tarah sub hi momoj ko Ek bandal banaate hue un Ka munh band kar den , Or Momoz ko gol shep den. Ab Theek Aise hi karte Hue Hum Subhi momoz ko banakar taiyar kar lege. Subhi Momos ko Taiyer Karke Ab Ek Stemar Ya Idali staind ko garam karen.
- Kisi badi plate ye tre mein oil laga kar momos Alag Alag Kar Ke Rakhe Kisi Ke sath Tech Nahi Hona Chahye Nahi to momos Kharab Ho jaye Ge
- 12) Stemar Mein Rakhne Ke band 10 se 15 minat tak ke liye momoj ko steem karen. Pher 15 minat ke bad Momoz ko steemar se ek plet mein nikal len. Or Dobara momos ko theek Waise hi rakhe jaise Apne Phle bar Rakhe the Har Bar Ap ne 10 se 15 minat tak liye momos ko steem karen Hai.
Or Ap Jiska ba Sabri se wait kar rahe the wo dish Paneer Momos Recipe Bankar ready hai is Ap Lal chatni ya adrak lahsun ki Chatni ke sath Ghar Walon Mein sarv Karen. Or Maze uthaen
Hoppe Paneer Momos Recipe In Hindi
Main Janta Hun Ki Ap First Time Ghar Mein Paneer Momos Bana Kar Bahut Khush Honge or Apko Paneer Momos Recipe In Hindi Ghar Mein Banane Mein Bahut Maza Aaya Hoga Or Ap Is Utne Hi Maze se Khaenge Jitni Apki Mehnat Banane Mein lage Hai
अब कुछ जरूरी बातें Paneer Momos Recipe In Hindi ) बनाने में ध्यान देने वाली
- 1) sabse pahla Point Ke Apne Aata Guthe ke bad use 15 se 20 minute Tak rest lazmi se dena hai Nahi to momos rabad ki Tarah taiyar Hota Hai
- 2) Momos Ki Stuffing Banane Ke Liye Ap Kisi Bhi Hari Sabziyan Ko Istemal Kar Sakte Hai Ap Apni Ye Apne Ghar walo ki Pasand Ke Anusaar Sabziyan Stuffing Banane Istemal Kar Sakte Hai..
- Or Yaad Rahe Humne Momos Ki Stuffing Banante Waqt Sabziyon Ko ( overcook ) Nahi Karna Hai. Nahi to Wo test Nahi Banega jo Ap banna Chahte Hai,
- 3) Behtarin test Banane ke liye ho sake to Ghar ka paneer istemal Karen Or Stuffing banate Waqt sabziyon Ke Sath paneer ko add Karke khilate Rahe Magar Dhyan Rahe ki paneer ko Kuch Chalna Nahi Hai staffing ke andar paneer sabun Nazar Aaye Bus Apne use khilate Rahana Hai acchi Tarah pakne, Tak
- 4) Momos Garam Garam Khane Ka Maza Hi Alag Hai Ap Jab Bhi Momos Ko Khane Ke Dauran Istemal Karen To Yad Rahe Ki Ap Momos Ko Steam Karke Khane Ke Liye Sarv Karen
- Agar Ap Momos Ko Spicy Chutney Adrak Lahsun Ki Chatni Ke Sath Khayen To Iska Test Aur Bhi Lajawab Hota Hai
FAQS Of paneer momos recipe in Hindi
मोमोज के अंदर क्या क्या भरा जाता है?
मोमोस के अंदर काफी कैसम की सब्जी आप ऐड कर सकते हैं अपने मनपसंद के हिसाब से जैसे कि पत्ता गोभी, गाजर, शिमला मिर्च, पनीर, चिकन, और काफी ऐसी चीजें और भी हैं जो आप ऐड करके बना सकते हैं मोमोज को
मोमोज की चटनी में क्या क्या पड़ता है?
तीन से चार आदत टमाटर वॉश करने के बाद उसे बारीक बारीक काट लीजिए फिर उसे कढ़ाई या किसी बर्तन में थोड़ा सा ऑयल डालकर उसमें टमाटर कटे हुए ऐड कर de
और साथ में हींग, जीरा, और मेथी दाना, डालकर चटकने दें। अब इसमें हल्दी, और लाल मिर्च डालिये, 3-4 मिनट तक टमाटर, को अच्छी से गलने तक पकाइये,
ठंडा होने तक वेट करें और जब ठंडा हो जाए तो मिक्सर में डालकर इसको बारिक ग्रैंड कर ले
और अब आपकी मोमोज की चटनी बनकर तैयार है अब आप इसे गरमा गरम मोमोस के साथ खाएं और मजे उठाएं
निष्कर्ष – paneer Momos recipe in Hindi
इस आर्टिकल में मैंने आपको पनीर मोमोज की रेसिपी इन हिंदी में समझाने की कोशिश की है अगर कोई गलती मियां कोई मिस्टेक हुई हो तो आप मुझ कमेंट में बता सकते हैं
Nice
Thank you
nice yer
Thank you
nice
Thank you